trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`
    Aslam o Alakum Dear forex members agar ap trading karte hain our sabar ka muzahira karte hain to ap ko is se bhot zyada faida ho sakta hai our ap easily kamyabi hasil kar sakte hain our jab jab ap mehat se kaam karen ge our sabar se to profit hasil kar sakian ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

    dear friend, trading ma jaldbazi sa bht nuksan hota ha, is ma sabr bht zaruri ha ta k hm achay chance ko avail kar sakain, trade sa acha faida hasil karain aur situation ko samajh kar thek faislay lain, jaldbazi k faislon sa hmain pachtanay k siwa kuch hasil nhi hota lihaza tahamul k sath kam karain aur benifits hasil karain
    Last edited by ; 23-04-2020, 03:34 PM.
    • #3 Collapse

      Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

      yes boht achi baat kahi hy aap ne.trading mein sabar se kaam lena chaheye aur trading mein kabhi bhi jald baazi na ki jaye l.chahy trade ipening ho ya closing ho sbar se kam liya jaye.agarjald baazi ki jaye to nuqsan ho jata hai aur phir pachtawa rehta hai k kash jald baazi na ki hoti to faida hojata
      • #4 Collapse

        Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

        dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham is main saber k sat kam ko karaty rahan ho g is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko karna chye is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko kaerty rahna chye is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko karaty rahna ho is main ham ko itayt k sat apnay kam ko last tak karaty rahna ho g .
        • #5 Collapse

          Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

          Jo member is business main saber knowledge or experience ke sath trading kerty hain WO member is business main acha profit hasil ker sakty hain or Jo member is business main jaldbazee se trade KO open kerty hain WO member is business main acha profit hasil nhe ker sakty hain or is achi earning b hasil nhe ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

            forex main humain es main boht mahant say humain es main tarding karne ho ge tyo he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main mahnat say our humian es main boht lgn say humain es main kam karna ho ga our hum es main loss ho jata hain to humian es main experience ko hasl kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main sucess ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

              Dear friend forex trading kain suber bhot zarori hain suber ky sath kam karin gy to ap kamiyab trader ban sakty hain or achi earning kar sakty hain is liye jald bazi bilkul na karin soch samjhe ky trading karin market ko analiyses kar ky trading karin or suber karna zarori hain suber kar ny waly kamiyab ho ty hain
              • #8 Collapse

                Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                Agar Ham jaldbaji ke sath kam Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega Hamen jald Baji ko khatm karke Forex mein mehnat se kam karna chahie Ham mehnat se aur Lagan se kam Karenge To Ham kamyabi Hasil kar lenge Forex Ek international business Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti is Jaisa Koi Aur business Nahin Hai Duniya Bhar Mein
                • #9 Collapse

                  Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                  walikum salam forex trading main sabar aur hoslay say kaam karna parta hay jaldbaazi ka muzahira karnay waly traders kabhi kamyabi hasil ni kr skty hamen trading sy pehly apni feelings and emotions ko control karna ho ga and sabr o tahammal k sath trade open karni ho gi and trade lagany k bad us ko close karny me b jaldi ni krni chy kyun k jaldi me hm ghlti kr jaaty hen and loss ho jata hay
                  If you work hard no body can stop you from success
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                    Aslam o Alakum Dear forex members agar ap trading karte hain our sabar ka muzahira karte hain to ap ko is se bhot zyada faida ho sakta hai our ap easily kamyabi hasil kar sakte hain our jab jab ap mehat se kaam karen ge our sabar se to profit hasil kar sakian ge.
                    Acchi trading karne mein Sabar ka bahut important roll Hota Hai Jab traders se market ki aisi condition Mein kam Karte Hain Ki unko profit hone ke chances jyada ho to aise time per trading ke results bhi bahut acche hote hain wala talliki TK time per trading nahin karna chahie
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                      Assalam o Alaikum dear all friend koi bhi kam ho agr usko smjh kar aur sabro tahamul sy kam lya jaya to ap is main kamyab ho skta hain q k sabar ka phal metha hota ha lehaza jb bhi ap trade krain to usko smjh kr analysis kr k aur sabar sy kam ly k krain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                        Aapko pata hai ki jald Bazi karne wala Kabhi Kamyab Nahin Ho Pata Hamesha se hi nakam rahata hai aur unke Sath Uske Hath Kuchh Bhi Nahin Aata Hamesha Sahi Sabar Karne Wale Bazi Le Jaate Hain aur kamyabi Hasil kar lete hain isliye aap ko Forex trading main Sabr se kam karna chahie Sabar Nahin Karoge To Hamesha Se Hi ismein Khali Hath rahenge
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                          g han ap nay shi kha hy jub hum is main sabar say kam laytay hain to hum is main acha kam kur saktay hain or jub hum is main jald bazi say kam kurtay hain to humay is main loss ho sakta hy to humay is main jald bazi say kam kur kay is main say loss gain nhi kurna chahiyay balkay is main sabar say kam kurna chahiyay q keh hum sabar say he is main acha kam kur kay achi earning gain kur saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                            Asslam o alaikum
                            Forex mai trading krty huye ap ko sabr ay kaam lena cahhye q k ap k kaam k result k liye thora waqt require hota hai jis k bd apko acha profit mil skta hai r agr jld bazi mai kaam karain gy to ho skta hai hm koi glt decision ly lain r hmy nuqsan bhugatna pry.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main sabar kitna ihm hai our jald bazi ka kia nuqsan hai`

                              dosto forex trading ma jo trader jldbazi krty hy aisy trader ko forex trading ma loss he hota hy kiun k jldbazi sy lgai gai trade kbi kamyab noi hoti os sy loss he hota hy es ly jo member is business main saber knowledge or experience ke sath trading kerty hain WO member is business main acha profit hasil ker sakty hain or Jo member is business main jaldbazee se trade KO open kerty hain WO member is business main acha profit hasil nhe ker sakty hain or is achi earning b hasil nhe ker sakty hain or ho skta hy hmara account b wash ho jya es ma

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X